Halanki hamari india team ke aage ye team ka koi chance hi nhi hai pr is baar japan wala match ke baad agar toss jeetkar ye bowling lete hai to ghabrana mat kyunki ab wo safe khelna wala hai captain 🤣🤣🤣 70 balls 50* runs ki paari bhi aa skti hai captain se 🤣