Test match me 42 par 50 nhin kya jata hai 60 - 70 par kya jata hai aur babar jaisa bhi khel rha hai khelne to aur tum logo ka kaam hai babar ko troll karna kyoun 152-0 ka dard abhi bhi jinda hai
Replies
Surix Creation
Nhi bhai 119 ka 😫🥀3-0
Malik Moosa
Inko sadma lga hai tab ka
papa g
O bahi aj kl T20 ma 42 pr 100 lg rha ha or ya 50 bhi mushkil se kia ha babar na