ADITYA SINGH 2 months ago 6 OVER MAIN KITNA SCORE BANEGA ,, AGAR PATA HO TO HI BTA NAA VARNA MAIN KAHI KA NI RAHUNGA
Khan Sario 2 months ago Agr Power Play k Overs Km Ho jaaty hein Rain ki wajah sy, tou 6 Overs ka Same hi hissab rahega ?
Cricket Lover 2 months ago Bhai plz koi dost confirm kar sakta hau ye match pura higa ya nahi sala aaj bhi barish hai
Manohar K 2 months ago College school me bhi.. Ithna dher.. Independence speech nahi suna tha bhai 😅😅😅