Kanish Kukreja 11 months ago Bechara pakistan isse achha toh asia cup ko boycott hi kar leta aur bahar nikal jata, izzat toh bacha leta
yatharth chopra 11 months ago Izzat bachata toh paisa bharna padta kyunki match se opt nhi kar sakte, 4 arab pakistani rupees dena padta tabhi 1 hr ka delay hua