Match Details


Haan Bhai maza toh aaya
Aur maza isme bhi aane wala hai bus Shanti se baithe raho winer New Zealand hai main aur chote ka intezaar kar raha hu Sri lanka ka
30 20 Lage lanka tho maza aaye
Dabake new zealand win
Itna chota jayga ??
Abhi nahi jayega second innings mein jayega jab new zealand ke wkt girenge
Risk hai tho Ishq hai
300 banege chota aa jayega
Mere se miss ho gaya