Chote match me kam se kam india ke main player ko rest dena chaiye or bhi bethe h unko moka milna chiye
Replies
Ak
Haa ye shi bole
Garvit Meena
Are bhai Asia Cup mein dusri bhi teamen hai jismein badhiya player Hai shrilanka Bangladesh Pakistan unse bhi match hoga final mein aur semi final mein