fantasy world 6 months ago Are yaar 7din wala return karna hai ki nahi woh app wala khud mere account mein daal diya hai Main soch Raha hu nahi return Karoo kya bolte ho tum log
Akshay Shinde 6 months ago Wo khud account me dalte hai 6 din baad tumko pata chalega kaise pareshan karte hai