profitpitchh 4 months ago Nhi hoga yar chase...20 over me 160-165 like a T20 game ..vo bhi 3 wicket already chle gye h... impossible h.....apni opinion do ...
saumya pamecha 4 months ago Ho jayega sirf 1 boundary chahiya evry over plus bahot batting hai inke pass atleast 5 batters aur hai
user I am aashi 4 months ago Chase hoga wicket badiya runs ke liye aur out krna ahmad ke bas me nhi hai bolling line up achhi nhi hai